Monday 31 December 2012

नया साल आया........

नया साल आया वही सब पुराना लाया
पुराने ज़ख़्म ,पुराने दर्द ,पुराने दाग
बस उनमे फिर नयी टिस लाया

नया साल आया वही सब दोहराने आया 
ज़लील इंसान ,वेहशी इंसान और बहरा समाज
बस उनमे जुड़ते नये चेहरे लाया

नया साल आया वही शर्म, बदनसीबी लाया 
अपराध ,असुरक्षा, कमज़ोर और बेबस
बस फिर तैयार करता एक और कहानी लाया

नया साल आया वही तमाशे षड़यंत्र लाया 
उबलता गुस्सा , घुटन भरी आवाज़, नम आंखे
बस राजनीती का नया दाउ खिलाने लाया

नया साल आया वही आँसू ,चुभन और खंज़र लाया 
मैं मासूम, मैं चंचल ज़िन्दगी की नयी पहचान
बस मुझे फिर कुचलने वाला आया

नया साल आया वही कोरी बातें नए तमाशेबाज़ लाया
अपने हर दिन पर शर्मिंदगी और कायरता का मरहम लगाने आया
सच का गला दबा कर फिर नए साल का जश्न मनाओ
नया साल आया देखो सिवाय पच्तार्वे के सिवा कुछ न लाया 
पुराने घाउ फिर हरे करने आया ......नया साल आया फिर नया साल आया

Wednesday 26 December 2012

Raat bhar jaag kar tum ko he dekhte rehne ka wadaa tha tum s
M to jaagti rehti hun …..par tumne kyun muh pheer liya

Monday 24 December 2012

Tumhey bhul jaye wo dil kahan s laye or
tumhey yaad rakhe itna hosh kahan s laye.......

Thursday 20 December 2012

M Mohtaaj nahi.......

Mere pyar k liye har din khaas h , m kisi pal ki mohtaaj nahi
Mere yaar k liye meri har sans h, m kisi baat ki mohtaaj nahi

Waqt hum sa nahi raha manti hun par m kisi ki mohtaaj nahi
Tumhe pyar kiya bahut m kisi shart , kisi vajhe ki mohtaaj nahi

Har din cahati tumhe har pal ko sadiyon sa jeya tere liye
Teri nazar teri bafwon ki m mohtaaj nahi

Tumhare liye mera kal bhi tha, aaj bhi hai or kal bhi rakhungi
Tumhara pyar sanjon kar rakhi hun , m kisi yaad ki mohtaaj nahi

Tumhare shikve-gile m kyun yaad rakhu, kyun sochu jo nahi hai
Y janam nahi to phir saath hongey kabhi, m zindagi ki mohtaaj nahi

Pyar sahi tha ….M sahi the …bass waqt galat tha or kuch tum
Hun kuch ancahai rahon par, m kisi manzil ki mohtaaj nahi

Tuesday 18 December 2012

M purane Bargadh sa apni tarha s hamehsa raha, or
badla y mosam, hawayen, pani or mujhe Nochne wale.....

Thursday 13 December 2012

Mangati hun m kuch pal suhane
Kuch tuttey paymane, kuch dumil yaadey

Mangati hun m kuch geet purane
Kuch mere gaye, kuch tumhare gungunay

Mangati hun m kuch fursatey
Kuch sunaaey k liye, kuch jataaney k liye

Mangati hun m kuch sapne
Kuch apne liye, kuch humare liye

Mangaati hun wo waqt jo guzar gaya
Kuch jo mera tha , kuch jo tumhara tha

Mangati hun wahi har baat, wo saath , humari yaad
Kuch muskurane k liye, kuch jeene k liye

Mangati hun bass tumhara saath 
Bass apne liye, sirf mere liye……

Monday 10 December 2012

Zakhm bahut gehre h .....shayad na bhi bhare
Saza to paa he li humne, sochte h ab gunah bhi kar le.....

Sunday 2 December 2012

Har baat to sirf tum s he the
tum ko bhul jayengey to.......jahan bhul jayengey .....

Saturday 1 December 2012

phir unhi raston par hun jahan s tum khich laye the kabhi
unhi sawalon m hun tum chudaa laye the jahan s kabhi

unhi manzaron ko talashti hun tum jinme the kabhi
unhi darakhton ko niharti hun jahan tum hote the kabhi

unhi khuabon ko m chaahun jinme tumhari aah the kabhi
unhi ujalo m main jaun jinme soye tum the kabhi

unhi kaliyon ko m dhundhu tumhari khushbu jinme the kabhi
unhi sitaron ko m taakun tumhari chaamk jinme the kabhi

unhi palon ko jiyun jinme tum jee rahe the kabhi
unhi yadon ko sametun jinme tum shamil the kabhi

sab wahi h, har manzar , har nazar wahi h ……
ek khuahish the jiss ki basss wo nahi ……tu nahi bass tu nahi…

Friday 30 November 2012

Mann k andhere itne kaale h ki koi laakh diye jala de inka andhera nahi jayega,
diye jalnae wala he kahin andhkar m kho jayega.....

Sunday 11 November 2012

कई ख्वाब जो आँखों तक ही रह गए
कुछ पल जो बीते हुए कल में रह गये

कुछ बातें जो लबों तक आई ही नहीं
कुछ हसरते जो दिल में जागी भी नहीं

वो एक बात जो मैंने कभी कही भी नहीं
वो तेरा साथ जो मुझे मिला ही नहीं

सारी दुनिया है जब निगाह में
एक तू ही नहीं मीलों तलक नजारों में

मेरी तन्हाई भी अब उब गयी मुझ से
बगावत होती है हर रात नींदों की मुझ से

तुम चले गए तो ये सब भी ले जाते साथ अपने
मुझे क्यूँ दे गए सब वादे ,कसमे,इरादे अपने

मुझ से तो अब तुम्हारा नाता नहीं कोई शायद
बेवक्त का आना जाना भी न रखो अब

क्यूँ चले आते हो सांझ .....सवेरे
मुझे जीन दो सवालो के साथ तुम अपने
चले जाओ अब तुम बिन ही ज़िन्दगी गुज़रेगी
साँस नहीं अब इन सिसकियों से मेरी हर रात गुज़रेगी

बहुत रुलाया तुमने अपनी मोहब्बत की दुहाई दे कर
अब कुछ पल ही सही मुझे अभी अपना मातम मना लेने दो
चले जाओ तुम .....मुझे अकेले जीने दो ....मुझे अकेले जीने दो ....

Monday 29 October 2012

Kagaaz ke phulon m agr khushbu hoti
To phir m bahar k aane ka intezaar na karti

Teri chaaton m agar wo baat hoti
To tere lout aane ka bharam na rakhti

Itne he asaani s pure ho jate aarman dil k
To yunhi har pal teri yaadon m na guzara karti

Baat agar sirf tere ruuth jaane ki hoti
To m bhi tujhe manane m kasar na rakhti

Fharebi se badle tune apne har andaaz
Tu hai he nahi wo jis ka main atebaar karti

Ban kar agar bigadti hai duniya khuab ki
To phir aise khuabon ki m kabhi tamanna na karti

Mushkil hota hai khamoshi se khule aasman m yaaden ginna
Pata hota to ……….piyu kabhi mohabbat nahi karti

Kagaaz k phulon m kaash khushbu hoti
To main tere bheje murzhae phulon m khushbu na talashti ……

Sunday 28 October 2012

Mere gum m tum kitne saath , kitne karib ho mere
kaash tum meri khushi ban pate......

Saturday 27 October 2012

Zindagi ek sawal ban gayi h
jeeti is liye hun .....shayad jawab mil jaye.....

Friday 26 October 2012

Nocch lun m iss aayine k apne har aks ho
Nafrat mujhe khud s nahi ….mujhe dekhti aankhon s hai..

Thursday 25 October 2012

Ab aankhon m wo manzr nahi dekhte, aansuon s sab beh gaye
meri nazar ka dhokha he to tha, jo ab hum khaali haath reh gaye.......

Tuesday 23 October 2012

Hum jo kisi ko cahaaey, Y uski Khushnasibi sahi
Agr humen mohabbat ho gayi, Baddnasibi badd jayegi.....

Thursday 11 October 2012

Mne aankhon k khuaab rakhey the tere liye
Par tu he unhe saajon na payaa

Kitne he geet gungunay tere liye
Par tu he unhey sun na payaa

Tere liye he to kurbaan ho chaali the
Par tu he vajeh badal na payaa

Mere raazdar tu badaa he vehmi nikla
Kyun mere halaat samjh na payaa

Daave sabhi tere be-Asar nikley
Tu he wqkt sa har pal badalta payaa

Main tujh sang har kadam par rahi
Par tu he mujh sang badd na payaa

Tu he mukar gaya har ikraar apna
Kyun mujh sang chaton ki rahon par chal na payaa

Teri buzdili ko m or kya naam dun bta
Duniya bhi banayi tune jisee tu kabhi bass na payaa…….

Wednesday 10 October 2012

Khud ko bhul jaun .....ya tujhe
sharrt yahi h.....ki bhulna jarur h......

Saturday 29 September 2012

Tujh sang zindagi hoti to kaise hoti m y sochti hun
Hun bhavar m tab sahil kinare hoti …kya sahi sochti hun

Hun m anjaam abhi teri bafhaon se.…
Dega tu koun sa naya zakhm m y sochti hun

Wade to uske bhi kam na the zindagi k liye….
Tu koun sa sila dega m y sochti hun

Gum ne bna liya h mujhe varies apna ….
Tu kitne hisse karega iske mere liye m y sochti hun

Aashqki, mohabbat sare roop chalawa hai...
Tu koun sa naya bharam layega m y sochti hun

Kar bhi dun m phir apni zaat s bagawaat....
Tu kya nibha payega zaat apni m y sochti hun…...

Thursday 20 September 2012

Zindagi.....

Zindagi tu itni mushkil kyun h…..
Jitna suljhaun tu utni ulljhti kyun h…

Bepanha musibaten deti tu baar baar
Kyun…kyun tu itni zalim kyun h

Jeena mushkil lagta h har baar
Teer ….teer y tere chaaley kyun h

Rakkha kar na hisab tu meri sazaon ka
Haar …..haar he mere damann m kyun h

Nasib sa hota h agar teri kitabon m
Mujhe….mujhe he nahi mila phir y kyun h

Bardasht to ab zamin ko bhi nahi raha h
Mere….mere daffn hone ka tujhe intezaar kyun h

Dhokhey ki iss duniya m…..teri baaziyun k bich
Tu ….tu aaja meri jagah….dekh le phir jeena muhaal kyun h

Zindagi sun ey zindagi.....bozhaal hoti tu zindagi
Tujhe…..tujhe jeena mushkil or Marna aasan lagta kyun h

Sunday 16 September 2012

Teri Nazron ko jab bhi dekhti hun
Mujhe mere tuttey khuaab Nazar aate hai....

Wednesday 5 September 2012

Tumko he nahi khayal, to hum kya jawab de
Duniya kare sawal, hum kya jawab de

Samettun apne aks k bikhre tukade.y
Khud dil he kare sawal, to hum kya jawab de

Palkon m rahe bass wahi
Nazre kare pal pal sawal, hum kya jawab de

Zakhmon se y zehan bhar gaya yun
Har aah kare sawal, hum kya jawab de

Meri cahaat tu mujhe kahan le aayi
Mujh s saayen kare sawal, hum kya jawab de

Labon ko dard ne yun sii sa diyaa
Khamoshi ka badtaa dakhal, hum kya jawab de

Har pal badtti jaati hai ghuutan
Sanse kare jab sawal, hum kya jawab de…

Sunday 2 September 2012

Dil m kisi k pyar ka diya kyun bhujh gaya
Mne to khud ko jalaya phir y sila kyun mila

Roshni mere pyar si tujhe par roshan rahi
Kyun phir tune khud he y chilman giraa diya

Khaak hui ruuh meri teri cahaaton k liye
Nashtar ban kyun tune isko chalnni kiya

Vehami tha pyar tera m sapne bunti rahi
Teri jhuti cahaa ne mujhe nind s jagaa diya

Dhokha deta raha m sach samjhti rahi
Zaat meri badal kar phir wo badal gaya

Dil m kisi k pyar ka diya yun bhuj gayaa
Mujh s m chiin gayi gehraa andhera reh gaya

Thursday 2 August 2012

Main agr na rahu to bewajeh si baat sa bhul jana tum mujhe
Kuch behka sa thoda jhutaa sa……khuab samjh bhul jana mujhe

Main nahi teri manzil m y jaan chuki hun
kyun le chal raha h bojh sa mujhe

insan hun m dil bhi h mera
kyun deta h chubhta y dard mujhe

tujh bin khud ko kabhi socha nahi
kyun begani faareb sa smjhta h mujhe

haan tujh bin jee na paungi
tu he d iss takliff s mukti mujhe

tujhe s judaa nahi jeena….mujh sang tujhe nahi rehna
de de zehar or aazad kar de tu mujhe

Mere baad zara si baat samjh ......bhul jana tum mujhe

Sunday 29 July 2012

Apni khushi ko chodd dusre ka gum talashte hai, azab pehlu h y duniya ka..
mujh ab tak y samajh nahi aata…..

Jeey agr to jeene nahi dete……..marana cahaey to marne nahi dete
Y dastur nirala h….sabhi jeev nazar aate h …koi Insan kyun nahi ban jaata…..


Ghar ki dehleez kam lageti h…….apne tamashon k liye……
saree bazaar janaze par sazaa izzat nikaltey h…….
 Uff y gazab si byaar h chaali, Sanskaro ki badtti kami………
Mann mashtishk m sukun nahi……kyun mandiron m ghanton h bitate…….

Ghor karishmaayi duniya y aangaron ko haawa deti h…..
sukun pasand koi nahi…bum baari s baat karti h

 Heraan hun m y dekh kar kyun saral bhasha m koi baat samjh nahi paata…….

Itni jaalan liye phirtey hai…… dil jal khaak kyun nahi ho jaata……
Itnaa sastaa insaan h aaj……… har modd par supari sa bikk jataa….

Jeene ka shoqk rakhtey h to marne ka bhi jajbaa sikhiye
Kuch or nahi to kam k kam …..mohabbat karne ka salika sikhiye

Martey to sabhi h….marne k baad aap dilo m zinda rahey
Kuch aise mukaam hansil karna sikhiye
...
Dur taptey suraj ki roshni chubhti h sabhi ko
Aap dur s he sahi diye sa roshan rehney ka jeevan sikhiye

Insano.n ki duniya m rehtey h..…apna rona chod kabhi
Geron k gamon ko bhi , sine s lagana sikhiye

Band aankhon k sapne bhi kya sapne huey
Khuli aankho k sapno ki udaan bhrney ki kalaa sikhiye

Mout to aani he h kyun uskey intezaar m dartey rahey
Wqkt ki aankhon s chura lo lamhey, mout s bazzi marney ka hunar sikhiye

यूँ भी तो हो कभी.....
मेरी चाहतों के फूल तुम्हारे अंगान में खिले
मेरी रातों की चांदनी तुम्हारे बिस्तर पर मिले
मेरे खुआबों की शेहनाई तुम्हारे कानो में बजे

यूँ भी तो हो कभी.....
मेरी खुशियों के खजाने तुम्हारी किस्मत में खुले
मेरी सोच की उड़ान तुम्हारे पंखो पर सजे
मेरे हातों की लकीरे तुम्हारे नसीब में मिले

यूँ भी तो हो कभी......
मैं तुम बिन कुछ भी ना रहूँ
तुम ही मुझ में शामिल रहो
मैं तुम संग मिल सागर बनू
मेरी लेहरों के तुम साहिल बनो

यूँ भी तो हो कभी.....
मैं चलूँ तो तुम मंजील बनो
मैं रुकूँ तो तुम छाया बनो
मैं धरती तुम मेरे आसमान बनो
मेरे अंतर दुआंध के इक तुम ही विराम बनो
यूँ भी तो हो कभी.....
मेरी चाहतों के फूल तुम्हारे अंगान में खिले
मेरी रातों की चांदनी तुम्हारे बिस्तर पर मिले
मेरे खुआबों की शेहनाई तुम्हारे कानो में बजे

... यूँ भी तो हो कभी.....
मेरी खुशियों के खजाने तुम्हारी किस्मत में खुले
मेरी सोच की उड़ान तुम्हारे पंखो पर सजे
मेरे हातों की लकीरे तुम्हारे नसीब में मिले

यूँ भी तो हो कभी......
मैं तुम बिन कुछ भी ना रहूँ
तुम ही मुझ में शामिल रहो
मैं तुम संग मिल सागर बनू
मेरी लेहरों के तुम साहिल बनो

यूँ भी तो हो कभी.....
मैं चलूँ तो तुम मंजील बनो
मैं रुकूँ तो तुम छाया बनो
मैं धरती तुम मेरे आसमान बनो
मेरे अंतर दुआंध के इक तुम ही विराम बनो

Saturday 21 July 2012

और भी कई गम है मोहब्बत के सिवा
एक तेरी कमी ही नहीं…….इन आँखों में और भी नमी है तन्हाई के सिवा

ज़िन्दगी अगर आसां होती तो यूँही जी लेते हम
तोहमतें और भी है तेरी….. बेवफाई के सिवा
...
जो बिछड़ गये हम से यूँही राहों में
उनकी राहे भी तकती है आंखे ……तेरी राहों के सिवा

मकसद जीने का तलाश करते है हम
सुलझाती हूँ उलझने ……तेरी पहेलियों के सिवा

वक़्त का सितम छुपाया नहीं जाता
अश्क छलक आते है अब ……एक तेरी याद के सिवा

बहुत कमज़ोर लगता है अपना हर कदम
गिर न जाऊं बस कुछ और कदम चलना चाहती हूँ …..तेरे रहम के सिवा

Wednesday 18 July 2012

Bahut ho gayi shikayatey ….
kabhi to mujh s sirf meri baat karo

Badley lo duniya bhaar s …
kabhi to mujh s pyar nibhaya karo

y, wo or sari matlabi duniya
kabhi to tum meri humari zindagi ki baat karo

kya milta h zahan bhar m ghum aatey ho
kabhi to meri aankhon ki gehraayi m khoya karo

milta he waqt kahan h tumhey mere liye
chodo jao, kabhi to paas bulaya karo

main he kiya karu hamesha intezaar
kabhi to mere liye tum bhi ashk bahaya karo

karlo sitam mujh par ,cahaati jo hun tumhey
kaash kabhi tum bhi smjho, suno……mujhe yun tadpaya na karo

Bahut ho gayi shikayatey ….

kabhi to mujh s sirf meri baat karo



Badley lo duniya bhaar s …

kabhi to mujh s pyar nibhaya karo



y, wo or sari matlabi duniya

kabhi to tum meri humari zindagi ki baat karo



kya milta h zahan bhar m ghum aatey ho

kabhi to meri aankhon ki gehraayi m khoya karo



milta he waqt kahan h tumhey mere liye

chodo jao, kabhi to paas bulaya karo



main he kiya karu hamesha intezaar

kabhi to mere liye tum bhi ashk bahaya karo



karlo sitam mujh par ,cahaati jo hun tumhey

kaash kabhi tum bhi smjho, suno……mujhe yun tadpaya na karo

Wednesday 11 July 2012

Dil ko bhaaye ek he baat
wo mere karib m unke saath......

meri sharam unki ulzhaan
apni mohabbat ki baad rahi mitthas......

nazdikiyon ki cahaat kartey hue
unke kadam chaltey rahey saath......

ek pal ki tanhaayi ka armaan liye
karti rahi nazre pal pal talaash.....

unki sadaagi ki ujaali chamak
kare bagaavat mere roop k saath......

barso k baad jaise gulshaan mehkey
fizaa m mohabbat gulzaar humari is mulakaat k baad....
Unki nazron ki baten kya kehney
Chup chup k kre shetaani …….kya kehney

Dil kash, khubsurat humari mulakaat
Mil rahey aankhon ko naye khuaab…..kya kehney

Mohabbt k sehar m cahaney wale kayi
Or aapki mozudaagi……kya kehney

Sharam haaya rakhti hun saath
Uff aapki adaayen….kya kehney

Har nayaab tohfey s hum vakiff
Aapki sogaatey ……kya kehney

Mere sanam ki har baat nirali
Khamoshi bhara izhaar……haay kya kehney

Unki cahaat ka jawaab nahi
Baaki har baat phikki ……wah kya kehney

Wednesday 4 July 2012

M tum bin tum si kab tak tanha rahun.....
koi sayaa ab tak nazar nahi aata

suntey h bahut mittha hota h fhaal waqt ka….
.kambaqkht wo waqt kyun nahi aata

haashiye khinchey h zamaney n bahut….
faasla dur kare jo wo mehrbaan kyun nahi aata

apne hissey ki dhuup kab tak sehtey rahey ….
dur tak koi taruvar kyun nazar nahi aata

pal pal jab mil kayi pehar huey…….
kal kal kar saal huey, bass tumhare aane ka din kyun nahi aata

haay y bechayni y dil ka besabab shorr krna….
meri dhadkano ko kyun chaiin nahi aata

rehte ho tum yahi kahin wakiff hun tasavur s tumhare……
kyun y manzar meri nazron m uttar nahi jataa

tum bin tum si tanha nahi rehna…..
aajao ab or intezaar krna nahi aata........

Wednesday 27 June 2012

Tumhey paaya kuch kho diya kyun lagta h
Apni zindagi ka kuch hissa biech diya kyun lagta h

Mne jab s tumko apnaya h, sab rutth gaye mujh s kyun lagta h
Meri khushi tum he ho agr , dil udaas,bejaan kyun lagta h

Meri cahaaton ka sila ho tum, minnaton ki jafaan ho tum
phir bichdogey mujh s y gumaan har waqt kyun lagta h

paa kar tumhey khush hun m bahut lekin
andaar kuch khaali khaali kyun lagta h

khudaayi bahut ki mne, tumhey payaa y khuda ka karam lgta h
tum kartey ho sach m mohabbat, ya phir mujhe y ehssan tumhara lagta h

sochti he rehti hun, shayad kuch kasar meri reh gayi lagta h
tum to hamehsa he sahi the, pehli galti he meri rahi….ab yahi lagta h
wo jo kabhi kahaa tha mne....tumhare kano m.....par tumne ansunaa kiyaa........aaj wahi sunney ko tum tarstey ho.........or m…..khamosh ho gayi sadaa k liye……waqt ki karwat n silsila kuch yun kiya…..ab tum pukaarte ho or …jawab nahi aata…..ab tum taktey ho……or dur tak kuch nazar nahi aata…..kabhi m tum jaise thee…..dil y dekh kar udaas hota h……kash m wahi hoti takti dur talak or tum aate…….wo sukan pal bhar ka is jannat s…..bahut khuub h……bass yahi yaad karti hun phir……..wo jo kabhi kahaa tha mne…..tumhare kano m………or tum n…..ansunaa kiya...
dekh lo meri aankho ko.....kya pad paogey udaasi meri tum he ho inmey ..... kya samjh paogey mohabbat meri ujaale bahut huey h, mager zindagi kyun andheri lage meri tum he ho jab har jagah……to kyun puhtey ho zaat meri ulzano ki or khushi ki har wajeh tum he ho jab meri to smjah kar bhi kyun …..badatey ho pareshani meri kabhi to ehssas karo dhadkano ka meri m chuup bhi rahun agr …..tum smjho har sadda meri talabgaar hun kab s wafaon ki teri….. waqt kitna logey…..na jaane kab tak rahegi y sansey mohtaaz teri :(

Saturday 23 June 2012

Phir s kuch gungunana cahati hun…..tere ehsasson s phir mehkna cahaati hun…
Aayina pukarta h mujhe…..m phir s sawar lena cahaati hun…..
Tum bin bahut hun jaagi…..ab tere khuaab sang sona cahaati hun…
Thaak gayi hun yaad karte karte…… Ab tujh ko yaad aana chaati hun…
Ho gaya h kamoshi ka ghana anderaa …roshni ko y dil jalanaa cahaati hun…
Hotoon par sajaa lun tujhe …. phir tujhe pukar lena chaati hun…
Begaani rahi ab tak mohabbat s…..ab deewani hona cahaati hun….
Kashm-o-kash m jee le bahut…..ab sukun s marna cahaati hun…
Tujh bin kuch bhi na rahun…..m tujh si hona cahaati hun…..
Dilbar tere pyar m …..m khud ko mita lena cahaati hun…

Monday 18 June 2012

rishton ke gathjod m....kitne samjhote karne pade.....
wqkt ki ulti ginti par....ek he dorr m sab bandhane pade.....
sab khush, sab paas rahey...roz kaydeey naye gaddney pade....
har ek baddati mangon par....apne he sapne kam karne pade.......
sirf ek sukuun k pal k liye......raat din ek karne pade……
rishton ke gathjod m....kitne samjhote karne pade.....
wqkt ki ulti ginti par....ek he dorr m sab bandhane pade.....
sab khush, sab paas rahey...roz kaydeey naye gaddney pade....
har ek baddati mangon par....apne he sapne kam karne pade.......
sirf ek sukuun k pal k liye......raat din ek karne pade……
Soch k samandar m kuch yun dubey k ubhar na paye pehar talak…
Likhti kabhi mitati rahi….panney alag karti rahi derr talak….

Kuch h jo dil s nahi jata….koi h jo paas nahi aata….
Na jaane kya nazar aata h durr talak….

Din anjaane , raat ajnaabi har baat kuch gumsaayi si….
Lab kholu par shabd nahi padtey kyun na jaane kaano talak…..

Khamosh rahun to guttan lagey, ro dun to chubhan lagey….
Badtaa h y sannata meri ….ruuh talak…..

Ho kar apna beganaa wo….katra rahe chalaava jo…
Phir bhi kyun h intezaar uska kayamat talak……….

Na samjah paun m…..kis baat s m parehsan rahu….
Hone ko ab kya reh gayaa……phir kyun sunti hun aawaze dhadkano talak….

Soch ka samandar ……or m dubbi he rahi sehar talak…….

Tuesday 12 June 2012

Armaano ki chitaye sulga kar jalati huyi
Zaruraton ka khaali chadadava hota h….aaj kal

Behad mazakiya falsafa bana duniya ka….
Zameer bikaau chaal menhengaa h….aaj kal

Sansey to thekkey par chaltti h…..
Koi jada na le iska bhi hisab hota h ….aaj kal

Kalaam purani or bezuban huyi…..
Khanzarr ka bol bala hua h …..aaj kal

Sapne , khuaab kuch nahi….sab kitabi baten bani
Bazar laga h har kism ka……kharido
Sastey m bikatta h insaan……. aaj kal

Ghor chintan m hongey prabhu bhi shayad
Milte h har modd par inke bhi agent …..aaj kal
Armaano ki chitaye sulga kar jalati huyi
Zaruraton ka khaali chadadava hota h….aaj kal

Behad mazakiya falsafa bana duniya ka….
Zameer bikaau chaal menhengaa h….aaj kal

Sansey to thekkey par chaltti h…..
Koi jada na le iska bhi hisab hota h ….aaj kal

Kalaam purani or bezuban huyi…..
Khanzarr ka bol bala hua h …..aaj kal

Sapne , khuaab kuch nahi….sab kitabi baten bani
Bazar laga h har kism ka……kharido
Sastey m bikatta h insaan……. aaj kal

Ghor chintan m hongey prabhu bhi shayad
Milte h har modd par inke bhi agent …..aaj kal

Thursday 7 June 2012

Tere inkaar ka izhaar khub raha.....ek or adda mohabbat ki jaani humney....
khushboo-e-dasht-e-mohabbat mehkey h is kadar.......k har waqt......hat waqt.....tere pass hone ka bharam hota h....
चलो चले उस रह जिसकी कोई मंजिल न हो .....तुम साथ रहोगे मिलो तलक.....फिर तन्हाई का मंज़र ना हो...
तुम सोचोगे ऐसा भी क्या सफ़र होगा......जिसकी कोई मंजिल ना हो.......मैं बतलाउंगी तुमको.....मोहब्बत ही वो सफ़र है जो हर मोड़ पर जवां होती है.......हर दिन राह तलाशती है......इस सफ़र के साथी बनो तुम मेरे ...... मैं तुम्हे हर राह जवां हो कर खुबसूरत मोड़ दिखलाउंगी...... जिसका कभी कोई आदि - अंत ना हो ...... चलो चले उस रह जिसकी कोई मंजिल न हो .....तुम साथ रहोगे मिलो तलक.....फिर तन्हाई का मंज़र ना हो......
चलो चले उस रह जिसकी कोई मंजिल न हो .....तुम साथ रहोगे मिलो तलक.....फिर तन्हाई का मंज़र ना हो...
तुम सोचोगे ऐसा भी क्या सफ़र होगा......जिसकी कोई मंजिल ना हो.......मैं बतलाउंगी तुमको.....मोहब्बत ही वो सफ़र है जो हर मोड़ पर जवां होती है.......हर दिन राह तलाशती है......इस सफ़र के साथी बनो तुम मेरे ...... मैं तुम्हे हर राह जवां हो कर खुबसूरत मोड़ दिखलाउंगी...... जिसका कभी कोई आदि - अंत ना हो ...... चलो चले उस रह जिसकी कोई मंजिल न हो .....तुम साथ रहोगे मिलो तलक.....फिर तन्हाई का मंज़र ना हो......
lo phir s m haar gayii....tere pyar p sab vaar gaayi.....teri mohabbat ki iss dilkash jaang m…..haay kitne khuab m paal gayiii….teri bahon k madhosh saaye m…tere ehsaas s m lajaa gayii…...meri hayaa bhi chiiptti huyi …haay dekho to sharmaa gayiii….tere shabdo n wo mayajaal kiyaa….meri ruuh bhi madmaa gayii…….lo phir m haar gayii…..tere pyar p sab vaar gayii…..
lo phir s m haar gayii....tere pyar p sab vaar gaayi.....teri mohabbat ki iss dilkash jaang m…..haay kitne khuab m paal gayiii….teri bahon k madhosh saaye m…tere ehsaas s m lajaa gayii…...meri hayaa bhi chiiptti huyi …haay dekho to sharmaa gayiii….tere shabdo n wo mayajaal kiyaa….meri ruuh bhi madmaa gayii…….lo phir m haar gayii…..tere pyar p sab vaar gayii…..
Nazron nazron jab baat chaale to ……kyun ruswayiyan milti h……hum n jab kuch kahaan he nahi to kyun….burayiyan paltii h……duniyaa n jo bhi keh diyaa wo patthar ki lakir ban gayi……meri har kasam par bhi kyun shaak ki poddh chaddti h…..kahaa th...a jab tum n saath nibhaogey saaye ki tarhaa.…..phir kyun aitabaar ki chaaon m chalavey ki dhoop lagtti h……kal duniyaa ko kuch yaad na hoga…..humara rishta yun na hoga…..pad jayegi vehaam ki gaantth…..phir bandhano m kahan sanjidagiyan rehti h…….tum he socho…….. Nazron nazron jab baat chaale to ……kyun ruswayiyan milti h….. hum n jab kuch kahaan he nahi to kyun….burayiyan paltii h…

Friday 1 June 2012

Mere pyar ko yun badnaam kiya......kitaabi baten keh kr phir jhuthla diya.....bafhao.n ka silaa to mangaa na tha humney kabhi......kahin jo bharam tha...aaj wo bhi todd diya....
Mere pyar ko yun badnaam kiya......kitaabi baten keh kr phir jhuthla diya.....bafhao.n ka silaa to mangaa na tha humney kabhi......kahin jo bharam tha...aaj wo bhi todd diya....
Tera pyar aasmani riyaasat ki tarha…..meri mohabbat ki sar-zaami par chaaya h
Is kadar gehrataa h tasavurr tera…..meri ruuhangii tak madhosh huey jaati h
Meri ibaadaat bhi takalluff m rehti h is kadar….teri rosvaar cahaat mujhe sab s bedakhal kiye jaati h…..
Tera pyar aasmani riyaasat ki tarha…..meri mohabbat ki sar-zaami par chaaya h
Is kadar gehrataa h tasavurr tera…..meri ruuhangii tak madhosh huey jaati h
Meri ibaadaat bhi takalluff m rehti h is kadar….teri rosvaar cahaat mujhe sab s bedakhal kiye jaati h…..


tera naam likh likh kar zindagi ko roshnayi de h......vrna in andhero.n n likhna bhula diyaa thaa....
tera naam likh likh kar zindagi ko roshnayi de h......vrna in andhero.n n likhna bhula diyaa thaa....

Tuesday 29 May 2012

Kho na jaun m kahin mera haath thame.n rakhna....vehmi h duniya badi mujh par aitbaar bnaye rakhna.....keh kr chal denge sabhi aanjam koi na sochega...apna pyar paak h bahut isse galatfhemi k dago.n s dur he rakhna....
Kho na jaun m kahin mera haath thame.n rakhna....vehmi h duniya badi mujh par aitbaar bnaye rakhna.....keh kr chal denge sabhi aanjam koi na sochega...apna pyar paak h bahut isse galatfhemi k dago.n s dur he rakhna....
Khamosh sadao.n ki bafhaa...ishq h....
Ninndo.n m muskurana... haan ishq h....
Ujaalo.n m sapne salone....hummm ishq h....
Gumsum chuup gungunana.....haay ishq h.....
Khayalo.n m kare mulakaat ''piyu'' ......shayad hua ishq h....
Khamosh sadao.n ki bafhaa...ishq h....
Ninndo.n m muskurana... haan ishq h....
Ujaalo.n m sapne salone....hummm ishq h....
Gumsum chuup gungunana.....haay ishq h.....
Khayalo.n m kare mulakaat ''piyu'' ......shayad hua ishq h....

Sunhari aankhon m jab tumhare khuaab aate hai…..meri subha rangiin ho jaati h
Tu...mhare pyar ki khushbu meri sansen mehkati hai
Itni talabgaar h dhadkane tumhari……chalne s pehley naam tumhara leti h
Mere hamsafar meri zindagi ho tum…..tum ho to har manzar gulzaar hai
Tum ho to har din bahar h…..tumhare sapno ko jab s dekhaa h …..har armaan bevajeh lagta h…..khushkismati ho tum meri….mera har pal tumhare naam h……

Thursday 17 May 2012

humari cahaaton par yun na sitaam dhaaya karo......mehboob ho .....mehboob sa rishta nibhaya karo......adaawaten rehne do gairo k liye.......aap apne h.....kabhi to muskurakar gale lagaya karo......

Tuesday 15 May 2012

khushboo-e-dasht-e-mohabbat mehkey h is kadar.......k har waqt......hat waqt.....tere pass hone ka bharam hota h....

Monday 14 May 2012

Alfaaz kya rakhey ''piyu'' unke liye...wo alfaazon m kahaan aayengey.....sunengey jab dhadkaney humari to bas......apna he naam payengey.....

Sunday 13 May 2012

Akeli tanhaa y raat h bahut...
Tum dur ho dil ko y ehsaas h bahut....
Ruswayiya.n, tanhayiya.n, khalipan darmiyaa h is kadar.....jaise meri khushi k lamhon ka badla le rha ho y zalim pal bahut....
Akeli tanhaa y raat h bahut...
Tum dur ho dil ko y ehsaas h bahut....
Ruswayiya.n, tanhayiya.n, khalipan darmiyaa h is kadar.....jaise meri khushi k lamhon ka badla le rha ho y zalim pal bahut....
beshak duniya bhula de humen.....y duniya ki aadat h
nazarandaaz na karna kabhi......y humari na bhul pane ki aadat h.....
beshak duniya bhula de humen.....y duniya ki aadat h
nazarandaaz na karna kabhi......y humari na bhul pane ki aadat h.....
unki nazaron ki cahaat ka paimana dekh kar........meri murzaayi huyi cahaat phir s jawaan ho gayi......
unki aankhon n kuch yun ishare kiye.......meri mohabbat k gulistaan m phir bahar ho gayi.........
unki nazaron ki cahaat ka paimana dekh kar........meri murzaayi huyi cahaat phir s jawaan ho gayi......
unki aankhon n kuch yun ishare kiye.......meri mohabbat k gulistaan m phir bahar ho gayi.........

Thursday 10 May 2012

har pehar .....har roz tum saath ho jaise.....meri har dhadkan tere naam likhi ho jaise.....

Sunday 6 May 2012

कभी बैठोगे पास .......तो सुनायेंगे हाल-ए-दिल अपना.........तब तुम भी दाद देना और हम भी मुस्कुराएंगे.....

Friday 4 May 2012

जलते जलते ख़ाक हुआ जर्द दिल मेरा ....तब भी तसल्ली ना हुई तो .... ख़ाक ऊडा कर चल दिए ....
एक चेहरे पर ही नकाब नहीं उनके ....दिल पर भी कई परदे चड़ाए रखे है ....
हम तरसते रहे उनकी चाहत के लिए वो ये हमें बददुआ दे के चल दिए......

Sunday 22 April 2012


Tum subha ho…. phulon ki khushbu tum
Thandi hawayen tum…..sheetal chandani tum
Tum khuabb tum aarman ….tum khamosi ki dhun m….
Taron k saaye m tum…manzil tum ….mera rasta tum
Mera hosh tum….khayal tum …..saaya tum …..meri mujh s pehchan tum
Meri aankhon ki nami tum….meri muskun tum …..meri udaasi tum….
Tum duniya.... tum dhadkan meri…..tum aaj mere ….tum kal…….tum har pal  paas tum…..dur tum…..tum bass tum …….sirf tum……

Friday 13 April 2012

Tumhe paane ka Armaan rakhun bhi to kaise.......meri har aarzuu ki cahaat par tumhari ruswayion ka pehra jo h........

Monday 26 March 2012

unki mohabbat k andaaz nirale h.......mujhe bicheniyaande kar sukun se sote h....
aa kar khuabo m iskadar satatey h ki aankh khulne par hum zaar zaar rote h....
kehtey h mujhe si mohabbat koi na karega.....wah kya mazaak karte h.....
dohari zindagi jee rahi hun jaise.....khud ko sadaayen de kar un s bafaayen nibhate h....
azaab mohabbat h y.....marna muhal or jeena bekaar h......
yun to kuch bhi nahi paas mere........par jab bhi ginnti hun tanhayion k pal
har pal m tum...bas tum....or sirf tum he nazar aate ho.......
Ruthi raton m unki yaad manati h.....tanhaayi ko......laad jateye bahon m le ke pyar nibhaye....binaa shart k paas bulaye.......mujhe sulaye.......tumhari yaad mujhe bahut h aaye.....pyar jateye......paas bulaye tumhari yaad.......
Ruthi raton m unki yaad manati h.....tanhaayi ko......laad jateye bahon m le ke pyar nibhaye....binaa shart k paas bulaye.......mujhe sulaye.......tumhari yaad mujhe bahut h aaye.....pyar jateye......paas bulaye tumhari yaad.......

Sunday 12 February 2012

bahut dur ho tum mujh phir bhi sunayi deti h jo dhadkaan.......y tumhara dil h......ya humara dil h.......

Monday 30 January 2012

kabhi to aao ruswayiyon ki gehri kaali parchayion s bahar, meri mohabbbt ki jagmagaati roshni m......mujh s milne.....sunaa h Eid ka chaand jab nikalta h to khuda bhi muskurata h......
Rulaa kar wo mujhe aksar yahi kahaa krte h.......tumhari aankhey bahut khubsurat h......
Rulaa kar wo mujhe aksar yahi kahaa krte h.......tumhari aankhey bahut khubsurat h......
aapse mile...to yahi lagaa....ab kyun milnaa kisi or s....
hadd hogayi ab to........kamakhaat khamoshi bhi sawal jawab karne lagi.....kya kahun inko....khamosh rehna h tumhari fitrrat ........to kyun palatti ho apni jaat s............kya tumhe bhi mohabbat ho gayi h.........
Kuch to kahaa h tumne meri tanhayion s......nahi to rutth kar mann m bechaniyaa na badaati.....
Wo kya smjhenge mere pyar ko.....jo mujhe nahi smjhte.....

Saturday 21 January 2012

hadd hogayi ab to........kamakhaat khamoshi bhi sawal jawab karne lagi.....
aapse mile...to yahi lagaa....ab kyun milnaa kisi or s....
mere hal pal m dakhaal h tumhara.......kyun karte ho itna pyar
ya.........sirf bharam h humara........

Wednesday 4 January 2012

तुम्हारी दुनिया खुश नुमा है  बहुत
इसकी गहरी खामोशिया हसीं है बहुत
तुम रहो या  रहूँ यहाँ पनाहों  में
तुम्हारी खुशबुएँ कातिलाना है बहुत

देर तक रहा करती हूँ  तुम्हारे तसवुर में
ये  दिलचस्ब  ख्यालों  की रवानिया  मदहोश करती है बहुत
बिन पंखों के आसमा में  उडती फिरती  हूँ मैं
तुम्हारी मोहब्बत की उचाईयां है बहुत  

पा क़र तुम्हे एहसास बहुत ख़ास  है मुझे   
तमन्ना क्या करू अब,मेरा दामन तेरी बवाफ़ों से लाब्र्रेज़ है बहुत
तुम्हारी दुनिया खुश नुमा है  बहुत
इसकी गहरी खामोशिया हसीं है बहुत
तुम रहो या  रहूँ यहाँ पनाहों  में
तुम्हारी खुशबुएँ कातिलाना है बहुत

देर तक रहा करती हूँ  तुम्हारे तसवुर में
ये  दिलचस्ब  ख्यालों  की रवानिया  मदहोश करती है बहुत
बिन पंखों के आसमा में  उडती फिरती  हूँ मैं
तुम्हारी मोहब्बत की उचाईयां है बहुत  

पा क़र तुम्हे एहसास बहुत ख़ास  है मुझे   
तमन्ना क्या करू अब,मेरा दामन तेरी बवाफ़ों से लाब्र्रेज़ है बहुत