Tuesday 27 September 2011

"मेरी सुबह"

बस तब सोचा मैंने कर लूँ निश्चय तुझ को पाने का 
भर लूँ आंखे सपनो से  कर लूँ  प्रयत्न जीने का
कब तक रहू इंतज़ार में की आएगी मेरी सुबह
जब रात को में जगा करू तो क्यूँ सोचु आएगी "मेरी सुबह"
 
उसके प्यार के  विश्वास पर मैंने अब यकीं कर लिया
वही है  मेरा सवेरा अब रात भर जागना छोड़ दिया
वो आते रहे सपनो में यूँही अब करवटे बदलना छोड़ दिया
उनकी चाह से बदल रही  हूँ अब  उनको अपना मान लिया  
 
ज़िन्दगी आसान नहीं जानती हूँ दर्द देगी नया
अभी सोचा जी लूँ फिर सोचते है जो भी हुआ
इतना अगर सोचती रही कहीं ये ख़ुशी फिर न रूठे
तू है नादान ये कह कर मेरा दिल न तोडे 
 
होगा जो भी वो देखेंगे साथ रहेंगे तो सब सह लेंगे 
होगी दुनिया भी हेरान रहेगी वो भी परेशान
थोडा ज़माने को भी सता ले ....उसने हमें है बहुत रुलाया  
थोड़ा सा बदला हम भी चुका ले ...
बस  तब सोचा मैंने कर लूँ निश्चय तुझ को पाने का
भर लूँ आंखे सपनो से  कर लूँ  प्रयत्न जीने का
 
 

Saturday 17 September 2011

mera yaar....

khush hu m .....koi h jo bahut cahaata h muj......meri har khushi ka nigehbaan h jo....meri aankho ki nami ko pad le jo.....meri har ankahi jaan le jo.......
meri aahaton ki chaap ko sunkar wo mehak jaata h.....bahut aziz h wo....wo anjanaa sa kabhi muj bahut apna lagta h.........m naa kahun to smjh jayegaa.....agr keh dun to khushi s marr jayegaa.....
janti hu cahaat uski ......smjhti hu halat uski......wo kuch aisa h saath mere......rehta h saath saaya ban andheri raat m bhi.......pagal....buddhu ....sheetan....pyara kya kahun usee.... wo ankhaa ab tak ka anmol rishta meraa......bahut khaas bahut karib mere ........mera yaar......piyu

Wednesday 14 September 2011

tamanna.....

kuch khushbuye jo meri yadon ke adhkhuley panno s mehkti h....
kuch shaabd jo apne pura hone ka intezaar ab tak kartey h....
kuch geet jo apni gungunnhat chaatey h mere labon s....
kuch chaatey jo dabaye rakhi h mne .....mudeey huye panno m....
aaj sochti hu ......phir kholu wo darwazey......wo panney .....wo muddey panney
karlu phir zindagi khushnumaa......un...shaabdo s.....un geeton s....un cahaaton s...kar lu phir khush rehne ki tamanna......piyu

आपका आना...

 आपका आना मेरी ज़िन्दगी में ......और आकर मेरी उलझी हुई ज़िन्दगी को सवारना....
जो लकीरे आदि तेरची थी  उनको जोड़ कर खुबसूरत चित्र बना दिया ...बनाई भी तो क्या वो तस्वीर जो मुझ सी है........और वो हर रंग जो आपने दिए मेरी तस्वीर को वो मैंने  अपनी.........मांग मैं  भर लिए ........

Wednesday 7 September 2011

teri justju h basi in sanson m......k ab yaad kaahin jaati nahi in khayalon s....bta du tujhe kitni tadap h in aankhon m...........aa pass to aa meri in panahon m........
gehrrii madhosh teri aankhey......mne kagaz par bhi bna kar dekhi h....aksar m jhumne lagtaa hun
har phool par likha tha mere yaar ka naam ....jo bikne lage h phool ....y soch kar dartaa h dil..... ab gairr bhi dillagii kar unka naam lete h.....

Tuesday 6 September 2011

kabhi jab khayal aa jaye unka.........kuch khushbuayen hawaon m rosevaar ho jaati h ....khuaab aangdaiyan lete h......dil jhuum jata h khayaal bhar s........itna aasar h aapki khamosh mohabbat ka......aap kuch na kahen phir bhi...aapke pyar ki sadayen sunti hu m.......y jo yun shuru hua h silsila humari cahaat ka.....y chalta rahe mohabbat-e-rahen bandaagi ki tarhaa.......ho jaye waqt ki suhbaat-e-nazar-e karam vasal-e-mohabbat par .....wo raah-e-manzil s takdirr ka faisala ban jaye....h khudaa k karam par yakin or khud par aitbaar.....kar le haansil tujhe....paa le mohabbat apni.....
udaas honaa ab fitraat bani h shayad.....mat pucho roz.....roz bahanaa banana nahi aata......
udaas honaa ab fitraat bani h shayad.....mat pucho roz.....roz bahanaa banana nahi aata......

sadaa.....

Mujhe nind bhi aati h ….par nind bhi nahi aati…Y yaadon ki duniyaa ..ab raas nahi aati…….Sochti bhi hun kya…..kis liy…or kab tak…..in sawalon ki kunjee kahin kyun nahi aati….Kya karuu …kahan jaaun…y sare silsile khatam ho jaye ….kyun wo sukun bharii subha nahi aati ….Gunnahaa ho gaya….sazaa bhi mil gayii…par sazaa k saalon ki khatam hone ki tarriekh kyun nahi aati….Maafhi mil jayee…kis tarhaa fariyaad karuu….kyun meri duaaon m wo raazaa nahi aati….kya wo bhi ruttha hua h …kyun us rehemdil ko muj nadan par daaya nahi aati……
wo jo kehtey h ki dil unka h sheshaa tutt kar bikhar jayegaa.....
unke tutte har ansh m hum khud ko dekh swartey h.....
h tera akks unme y tasavur kiya krte h.....
sameet kr teri yaadon k saye raat-din taamam krte h.....
Khush rehne ki koshish karte hue…..aankhey nam karli…uski yaad na aaye islye phir s dosti karli…..khayaal na aaye uskaa isliy vyaast ho liy…….iss tarhaa khud ko dhokhaa dene ki nayi shajishey karli……mujskil h y jaante h …..phir bhi dil ko dillasaa de koshish karli……
wo jo kehtey h ki dil unka h sheshaa tutt kar bikhar jayegaa.....
unke tutte har ansh m hum khud ko dekh swartey h.....
h tera akks unme y tasavur kiya krte h.....
sameet kr teri yaadon k saye raat-din taamam krte h.....
khatam karde y zehar banti zindagi..........ki ab pal pal ki y tadap
sahi nahi jaati.....tera har bhana ab mujhe...........khanzar sa zakham deta h
reham kar malik k ab saans tutne lagi h........maaf kar mujh k ab zissm zarrd hone laga h......na sata itna ki ruuh bhi saath na de....y zissm dard ban jaye.......maaf kar d khuda......reham kar ay malik…………
yun zindagi ki rah m akele h hum.....raaat kahamosh.....shabd bejuban.....aankeny tarasti......kyun intezar h uska.....jo bhul betha h kabhi keh kar ki.....tum jaan ho meri......tumhe chaunga umr bhar....y nazar ka dhoka h ya.....dil ka fareb.....ya duniya badal gayi h.....or humen pta bhi na chala.....koun yahan dil lagana bemani h........bas dillagi hi karna h dastur......
yun zindagi ki rah m akele h hum
raaat kahamosh.....shabd bejuban.....aankeny tarasti
kyun intezar h uska.....jo bhul betha h kabhi keh kar ki.....tum jaan ho meri
tumhe chaunga umr bhar....
y nazar ka dhoka h ya.....dil ka fareb.....ya duniya badal gayi h
or humen pta bhi na chala.....
koun yahan dil lagana bemani h........bas dillagi hi karna h dastur......

Reham....

khatam karde y zehar banti zindagi..........ki ab pal pal ki y tadap
sahi nahi jaati.....tera har bhana ab mujhe...........khanzar sa zakham deta h
reham kar malik k ab saans tutne lagi h........maaf kar mujh k ab zissm zarrd hone laga h......na sata itna ki ruuh bhi saath na de....y zissm dard ban jaye.......maaf kar d khuda......reham kar ay malik…………

Ajnaabi...

Wo ajnabi h pr jana-pehchana sa lgta h...
uska mera rishta kuch purana-purana sa lgta h..
uski baton m kho jana muj acha-acha sa lgta h..
Uske liy...uski pyari bataon pr hasna muj nyara-nyara lgta h..
Silsila...yuhi chalta rhe y muj apna-apna sa lgta h...

yaad...

yunhi kabhi yaadon k saaye jab .....soch par bharma jaate h
y dil phir un lamho ko dhudhta hua.....purane zakhmo ko phir hara karta h
y bemosam si barsaat jo mujh ko aachi nahi lagti….jo mann ko bhegoti h ….or tan ko jalaati h……y dheeme s chalne wali garam hawayen….aankho ko nam karti h…..or zuban ko bezuba…..y aadhi raat ho udhne wala tufaan jo sirf mujh tabaah karta h…..mere jalte sapno ho hawaa deta h…..nam aankhe dhuddhla jaati h…..y yaaden na aaya kare…..y mujhe phir kamzorr karti h…..na aaya kare…y yaaden na aaya kare……….
yunhi kabhi yaadon k saaye jab .....soch par bharma jaate h
y dil phir un lamho ko dhudhta hua.....purane zakhmo ko phir hara karta h
y bemosam si barsaat jo mujh ko aachi nahi lagti….jo mann ko bhegoti h ….or tan ko jalaati h……y dheeme s chalne wali garam hawayen….aankho ko nam karti h…..or zuban ko bezuba…..y aadhi raat ho udhne wala tufaan jo sirf mujh tabaah karta h…..mere jalte sapno ho hawaa deta h…..nam aankhe dhuddhla jaati h…..y yaaden na aaya kare…..y mujhe phir kamzorr karti h…..na aaya kare…y yaaden na aaya kare……….
Muj lga tha mil gaya khushi ka bhana naya.....khuabon ka khazana naya....ummidon ka sagar nya...par y to veham tha...jo lga wo tutta sapna tha...jo mila wo lutta hua khazana tha....jo puri na ho sake wo ummido ka sukka kinara tha....khaak hoti y zindagi…….

yunhi nahi.....

Koshishy phir s nakaam ho rahi h…..zindagi phir lout kar wahi vapas jaa rahi h jahan s chale thee sab bhul kar………….Kitna waqt diya khud ko sbhalne ka…….dil ko roka….majburr kiya….wadoon ka silla diya…..tutey sapno ki dasta sunayii…..beegddi tasvir dekhayi……khali mann ka har kouna dikhaya….aansuno ka gilaa takiyaa yaad dilayaa……….par y dil phir chalaa h dard sehne…..meri raaten aankho m guzarne…..kya kahun ab ussko….kis tarha samjhaun…….wo kyun nahi samjhta ki shoqkk jeene ka tha mujhe……….par ab is tarha nahi………..yunhi nahi………

yunhi nahi.....

Koshishy phir s nakaam ho rahi h…..zindagi phir lout kar wahi vapas jaa rahi h jahan s chale thee sab bhul kar………….
Kitna waqt diya khud ko sbhalne ka…….dil ko roka….majburr kiya….wadoon ka silla diya…..tutey sapno ki dasta sunayii…..beegddi tasvir dekhayi……khali mann ka har kouna dikhaya….aansuno ka gilaa takiyaa yaad dilayaa……….par y dil phir chalaa h dard sehne…..meri raaten aankho m guzarne…..kya kahun ab ussko….kis tarha samjhaun…….wo kyun nahi samjhta ki shoqkk jeene ka tha mujhe……….par ab is tarha nahi………..yunhi nahi………

Monday 5 September 2011

बेहयाली और बेचैनी का घना साया .........तेरी मोहब्बत का ख्याल और जुदाई का डर  ....
हर कोशिश कर  रहे है  तुझसे मिलने की...अब खुदा की इनायत हो और तू मेरा साया बन जाये.......
तेरे ख्याल के ख्याल से ही खुश हूँ मैं...........जब तू मिल जाये तो कहीं ये ख़ुशी ही न मार डाले..........
Jo nahi mila wo bhule nahi ......jo ho raha h wo badle nahi......
Jo hogaa wo badal dega dono manzarr iss baat ka bhi bharosa nahi.....

badkismati se kismat-e-ranjesh ka y kashmakash khayali uljhano bhara kismat ka khel ......kaafhi khofnaak lagta h...

shart-e-zindagi..

‎'Sharte-e- zindagi' guzarr rahi h dheree dheree……
Tamam socha kis shart ko pura karu or din guzar jaye…….
Subha chati hai tere khuab na ho khulti aankho m……..
Din chahe tere pehlu ki chaaw na ho muj par……..
Shaam jab gheree muj tanhaiyon s tab tera ehsaas na ho …..
Raat kahee tu nami ban aankho m na rahee…….
Yun subha s raat ka safar 'shart-e- zindagi' ban gaya or........M yahi sochti hu…..tamam sochti hu……… kis shart ko pura karu or din guzarr jaye………..
kabhi kabhi nazaree aansuo s iss kadar bhar jaati h.....kuch nazarr nahi aataa.....shayad tum wahii thee tasavurr hua thaa par....hum bhi ikkraat na kar payee..........

teri mohabbat.....

Teri mohabbat k vaslo karam s……….m khubsurat hu……
Teri aankon m roshan hu........
Teri khushbu s madhosh hu.......
Teri bawafaon s labrezz hu…….teri mohabbat ne wo sukun-e-jahan muj nawaja h jo tere ehsaas ko mujhe s alag nahi hone deta…..khubsurat h tera pyaar…..tera har andaaz……tera saath….or khaamosh muj dekhti teri aankhee…..
kisi ki khushi s nahi .........muj mere gum s shikayaat h.......muj kabhi chod kar he nahi jaataa...................
khaamoshi ka ghanaa jangal...or tanhayiyon ka ghanaa andheraa...
y soch ka samndarr..... or....... kamjorr hakikat ka kinara.......
h raat ka sayaaa kuch nagavaar .....kuch bechen saa......
beymaani h zindaggii ....or...... jeene ka y sangharsh humara............
bolna sunna to laga he rahegaa..........kabhi aisa bhi to ho..........wo chuup rahee or hum chuup rahe...bole to bus y khaamoshi........
है कहाँ  ये जीवन मेरा आज....... कल जहाँ था वहां स  बहुत दूर लगता है......कुछ वक्त की चाप महसूस होती  है.....बीती बातें फिरर सुनाई देती है
आहटों स मन मचल जाता है......तेरी खबर की दस्तक है या ............तेरे तासुवुर की रवानगी ............मैं हूँ बैचेन  और आंखे तरसती हुयी ...........

Sunday 4 September 2011

sunli h aaj khudaa ne meri....

baat sunli aaj khuda ne meri...
ki hai nazre-e-inayat suprrd-e-hayaat ne meri....

aksar shabd bhi kho diye khayalaat -e-fazaal ne meri....
tanhaayi jab sawaar rahi pashemaan par,tanha he chood diya soch--o sabaab ne meri.....
... ...
uski teelasmaani chhuan ko keyyad kar rakha h ruh ne meri.....
khuraak-e-tasavurr se rawaaniyaat de h isse dhaadkano ne meri...

meharbaan raha h y zamanna bhi, tabiyat-e-bafwayi zameer se mitaa ne meri...
wo detaa raha tohmaat-e-mohabbat ka taana kahaa y rukhsat-e-fazaal ne meri...

yun zadd-o-zahhat rahi mujh se meri, tod diya ruhaani aaks zakhmi yaadon ne meri....
ho jaye ab aaiytbaar-e-numaayiesh tayy kiya y aarzu-e-tamanna ne meri....
dir s he sahi par baat sunli h aaj khudaa ne meri.........piyu