Tuesday 6 September 2011

sadaa.....

Mujhe nind bhi aati h ….par nind bhi nahi aati…Y yaadon ki duniyaa ..ab raas nahi aati…….Sochti bhi hun kya…..kis liy…or kab tak…..in sawalon ki kunjee kahin kyun nahi aati….Kya karuu …kahan jaaun…y sare silsile khatam ho jaye ….kyun wo sukun bharii subha nahi aati ….Gunnahaa ho gaya….sazaa bhi mil gayii…par sazaa k saalon ki khatam hone ki tarriekh kyun nahi aati….Maafhi mil jayee…kis tarhaa fariyaad karuu….kyun meri duaaon m wo raazaa nahi aati….kya wo bhi ruttha hua h …kyun us rehemdil ko muj nadan par daaya nahi aati……

No comments:

Post a Comment