Sunday 29 July 2012

Apni khushi ko chodd dusre ka gum talashte hai, azab pehlu h y duniya ka..
mujh ab tak y samajh nahi aata…..

Jeey agr to jeene nahi dete……..marana cahaey to marne nahi dete
Y dastur nirala h….sabhi jeev nazar aate h …koi Insan kyun nahi ban jaata…..


Ghar ki dehleez kam lageti h…….apne tamashon k liye……
saree bazaar janaze par sazaa izzat nikaltey h…….
 Uff y gazab si byaar h chaali, Sanskaro ki badtti kami………
Mann mashtishk m sukun nahi……kyun mandiron m ghanton h bitate…….

Ghor karishmaayi duniya y aangaron ko haawa deti h…..
sukun pasand koi nahi…bum baari s baat karti h

 Heraan hun m y dekh kar kyun saral bhasha m koi baat samjh nahi paata…….

Itni jaalan liye phirtey hai…… dil jal khaak kyun nahi ho jaata……
Itnaa sastaa insaan h aaj……… har modd par supari sa bikk jataa….

Jeene ka shoqk rakhtey h to marne ka bhi jajbaa sikhiye
Kuch or nahi to kam k kam …..mohabbat karne ka salika sikhiye

Martey to sabhi h….marne k baad aap dilo m zinda rahey
Kuch aise mukaam hansil karna sikhiye
...
Dur taptey suraj ki roshni chubhti h sabhi ko
Aap dur s he sahi diye sa roshan rehney ka jeevan sikhiye

Insano.n ki duniya m rehtey h..…apna rona chod kabhi
Geron k gamon ko bhi , sine s lagana sikhiye

Band aankhon k sapne bhi kya sapne huey
Khuli aankho k sapno ki udaan bhrney ki kalaa sikhiye

Mout to aani he h kyun uskey intezaar m dartey rahey
Wqkt ki aankhon s chura lo lamhey, mout s bazzi marney ka hunar sikhiye

यूँ भी तो हो कभी.....
मेरी चाहतों के फूल तुम्हारे अंगान में खिले
मेरी रातों की चांदनी तुम्हारे बिस्तर पर मिले
मेरे खुआबों की शेहनाई तुम्हारे कानो में बजे

यूँ भी तो हो कभी.....
मेरी खुशियों के खजाने तुम्हारी किस्मत में खुले
मेरी सोच की उड़ान तुम्हारे पंखो पर सजे
मेरे हातों की लकीरे तुम्हारे नसीब में मिले

यूँ भी तो हो कभी......
मैं तुम बिन कुछ भी ना रहूँ
तुम ही मुझ में शामिल रहो
मैं तुम संग मिल सागर बनू
मेरी लेहरों के तुम साहिल बनो

यूँ भी तो हो कभी.....
मैं चलूँ तो तुम मंजील बनो
मैं रुकूँ तो तुम छाया बनो
मैं धरती तुम मेरे आसमान बनो
मेरे अंतर दुआंध के इक तुम ही विराम बनो
यूँ भी तो हो कभी.....
मेरी चाहतों के फूल तुम्हारे अंगान में खिले
मेरी रातों की चांदनी तुम्हारे बिस्तर पर मिले
मेरे खुआबों की शेहनाई तुम्हारे कानो में बजे

... यूँ भी तो हो कभी.....
मेरी खुशियों के खजाने तुम्हारी किस्मत में खुले
मेरी सोच की उड़ान तुम्हारे पंखो पर सजे
मेरे हातों की लकीरे तुम्हारे नसीब में मिले

यूँ भी तो हो कभी......
मैं तुम बिन कुछ भी ना रहूँ
तुम ही मुझ में शामिल रहो
मैं तुम संग मिल सागर बनू
मेरी लेहरों के तुम साहिल बनो

यूँ भी तो हो कभी.....
मैं चलूँ तो तुम मंजील बनो
मैं रुकूँ तो तुम छाया बनो
मैं धरती तुम मेरे आसमान बनो
मेरे अंतर दुआंध के इक तुम ही विराम बनो

Saturday 21 July 2012

और भी कई गम है मोहब्बत के सिवा
एक तेरी कमी ही नहीं…….इन आँखों में और भी नमी है तन्हाई के सिवा

ज़िन्दगी अगर आसां होती तो यूँही जी लेते हम
तोहमतें और भी है तेरी….. बेवफाई के सिवा
...
जो बिछड़ गये हम से यूँही राहों में
उनकी राहे भी तकती है आंखे ……तेरी राहों के सिवा

मकसद जीने का तलाश करते है हम
सुलझाती हूँ उलझने ……तेरी पहेलियों के सिवा

वक़्त का सितम छुपाया नहीं जाता
अश्क छलक आते है अब ……एक तेरी याद के सिवा

बहुत कमज़ोर लगता है अपना हर कदम
गिर न जाऊं बस कुछ और कदम चलना चाहती हूँ …..तेरे रहम के सिवा

Wednesday 18 July 2012

Bahut ho gayi shikayatey ….
kabhi to mujh s sirf meri baat karo

Badley lo duniya bhaar s …
kabhi to mujh s pyar nibhaya karo

y, wo or sari matlabi duniya
kabhi to tum meri humari zindagi ki baat karo

kya milta h zahan bhar m ghum aatey ho
kabhi to meri aankhon ki gehraayi m khoya karo

milta he waqt kahan h tumhey mere liye
chodo jao, kabhi to paas bulaya karo

main he kiya karu hamesha intezaar
kabhi to mere liye tum bhi ashk bahaya karo

karlo sitam mujh par ,cahaati jo hun tumhey
kaash kabhi tum bhi smjho, suno……mujhe yun tadpaya na karo

Bahut ho gayi shikayatey ….

kabhi to mujh s sirf meri baat karo



Badley lo duniya bhaar s …

kabhi to mujh s pyar nibhaya karo



y, wo or sari matlabi duniya

kabhi to tum meri humari zindagi ki baat karo



kya milta h zahan bhar m ghum aatey ho

kabhi to meri aankhon ki gehraayi m khoya karo



milta he waqt kahan h tumhey mere liye

chodo jao, kabhi to paas bulaya karo



main he kiya karu hamesha intezaar

kabhi to mere liye tum bhi ashk bahaya karo



karlo sitam mujh par ,cahaati jo hun tumhey

kaash kabhi tum bhi smjho, suno……mujhe yun tadpaya na karo

Wednesday 11 July 2012

Dil ko bhaaye ek he baat
wo mere karib m unke saath......

meri sharam unki ulzhaan
apni mohabbat ki baad rahi mitthas......

nazdikiyon ki cahaat kartey hue
unke kadam chaltey rahey saath......

ek pal ki tanhaayi ka armaan liye
karti rahi nazre pal pal talaash.....

unki sadaagi ki ujaali chamak
kare bagaavat mere roop k saath......

barso k baad jaise gulshaan mehkey
fizaa m mohabbat gulzaar humari is mulakaat k baad....
Unki nazron ki baten kya kehney
Chup chup k kre shetaani …….kya kehney

Dil kash, khubsurat humari mulakaat
Mil rahey aankhon ko naye khuaab…..kya kehney

Mohabbt k sehar m cahaney wale kayi
Or aapki mozudaagi……kya kehney

Sharam haaya rakhti hun saath
Uff aapki adaayen….kya kehney

Har nayaab tohfey s hum vakiff
Aapki sogaatey ……kya kehney

Mere sanam ki har baat nirali
Khamoshi bhara izhaar……haay kya kehney

Unki cahaat ka jawaab nahi
Baaki har baat phikki ……wah kya kehney

Wednesday 4 July 2012

M tum bin tum si kab tak tanha rahun.....
koi sayaa ab tak nazar nahi aata

suntey h bahut mittha hota h fhaal waqt ka….
.kambaqkht wo waqt kyun nahi aata

haashiye khinchey h zamaney n bahut….
faasla dur kare jo wo mehrbaan kyun nahi aata

apne hissey ki dhuup kab tak sehtey rahey ….
dur tak koi taruvar kyun nazar nahi aata

pal pal jab mil kayi pehar huey…….
kal kal kar saal huey, bass tumhare aane ka din kyun nahi aata

haay y bechayni y dil ka besabab shorr krna….
meri dhadkano ko kyun chaiin nahi aata

rehte ho tum yahi kahin wakiff hun tasavur s tumhare……
kyun y manzar meri nazron m uttar nahi jataa

tum bin tum si tanha nahi rehna…..
aajao ab or intezaar krna nahi aata........