Wednesday 4 July 2012

M tum bin tum si kab tak tanha rahun.....
koi sayaa ab tak nazar nahi aata

suntey h bahut mittha hota h fhaal waqt ka….
.kambaqkht wo waqt kyun nahi aata

haashiye khinchey h zamaney n bahut….
faasla dur kare jo wo mehrbaan kyun nahi aata

apne hissey ki dhuup kab tak sehtey rahey ….
dur tak koi taruvar kyun nazar nahi aata

pal pal jab mil kayi pehar huey…….
kal kal kar saal huey, bass tumhare aane ka din kyun nahi aata

haay y bechayni y dil ka besabab shorr krna….
meri dhadkano ko kyun chaiin nahi aata

rehte ho tum yahi kahin wakiff hun tasavur s tumhare……
kyun y manzar meri nazron m uttar nahi jataa

tum bin tum si tanha nahi rehna…..
aajao ab or intezaar krna nahi aata........

No comments:

Post a Comment