Wednesday 27 June 2012

wo jo kabhi kahaa tha mne....tumhare kano m.....par tumne ansunaa kiyaa........aaj wahi sunney ko tum tarstey ho.........or m…..khamosh ho gayi sadaa k liye……waqt ki karwat n silsila kuch yun kiya…..ab tum pukaarte ho or …jawab nahi aata…..ab tum taktey ho……or dur tak kuch nazar nahi aata…..kabhi m tum jaise thee…..dil y dekh kar udaas hota h……kash m wahi hoti takti dur talak or tum aate…….wo sukan pal bhar ka is jannat s…..bahut khuub h……bass yahi yaad karti hun phir……..wo jo kabhi kahaa tha mne…..tumhare kano m………or tum n…..ansunaa kiya...

No comments:

Post a Comment