Friday, 25 November 2011

Kya kahun tujh ko....khwab kahun to tut jayega.....Dil kahun to bikhar jayega.......aa tera naam zindagi rakh dun maut se pahele to tera saath na chhut payega........






Kya kahun tujh ko....khwab kahun to tut jayega.....
Dil kahun to bikhar jayega.......aa tera naam zindagi rakh dun maut se pahele to tera saath na chhut payega........
Sacha h mera pyar aazma kar dekh lo……
Kar k yakin mujh par mere paas aa k dekh lo……
Badalta nahi kabhi sona apna rang……
Jitni baar dil kare jalaa kar dekh lo……

Thursday, 10 November 2011

Meri cahaat ka sila wo yun dete h
Mujhe khud s bichadne ki dua roz dete h
Kami reh gayi meri he cahaat m shayad
Kyun phir y saza mujhe bewajeh dete h
Y jaante h Alhad nishchaal cahaat h meri
Phir kyun mere dil k tukade hazar kar dete h.....
Meri cahaat ka sila wo yun dete h
Mujhe khud s bichadne ki dua roz dete h
Kami reh gayi meri he cahaat m shayad
Kyun phir y saza mujhe bewajeh dete h
Y jaante h Alhad nishchaal cahaat h meri
Phir kyun mere dil k tukade hazar kar dete h.....
mooj-o-tamanna badalte der nahi lagti
ye samandar ki lehrey h.....kinara badalte der nahi lagti

saath nibhaye bhi to koi kab tak
soch s pehley jarurat badalte...der nahi lagti

tohmat kyun de zamane bhar ko
waadey chodo yahan niyat badalte....der nahi lagti

waqt he shayaad bewafaa chal pada h aajkal
kal kab kiska khuda badal jaye....der nahi lagti