Wednesday, 27 June 2012

Tumhey paaya kuch kho diya kyun lagta h
Apni zindagi ka kuch hissa biech diya kyun lagta h

Mne jab s tumko apnaya h, sab rutth gaye mujh s kyun lagta h
Meri khushi tum he ho agr , dil udaas,bejaan kyun lagta h

Meri cahaaton ka sila ho tum, minnaton ki jafaan ho tum
phir bichdogey mujh s y gumaan har waqt kyun lagta h

paa kar tumhey khush hun m bahut lekin
andaar kuch khaali khaali kyun lagta h

khudaayi bahut ki mne, tumhey payaa y khuda ka karam lgta h
tum kartey ho sach m mohabbat, ya phir mujhe y ehssan tumhara lagta h

sochti he rehti hun, shayad kuch kasar meri reh gayi lagta h
tum to hamehsa he sahi the, pehli galti he meri rahi….ab yahi lagta h
wo jo kabhi kahaa tha mne....tumhare kano m.....par tumne ansunaa kiyaa........aaj wahi sunney ko tum tarstey ho.........or m…..khamosh ho gayi sadaa k liye……waqt ki karwat n silsila kuch yun kiya…..ab tum pukaarte ho or …jawab nahi aata…..ab tum taktey ho……or dur tak kuch nazar nahi aata…..kabhi m tum jaise thee…..dil y dekh kar udaas hota h……kash m wahi hoti takti dur talak or tum aate…….wo sukan pal bhar ka is jannat s…..bahut khuub h……bass yahi yaad karti hun phir……..wo jo kabhi kahaa tha mne…..tumhare kano m………or tum n…..ansunaa kiya...
dekh lo meri aankho ko.....kya pad paogey udaasi meri tum he ho inmey ..... kya samjh paogey mohabbat meri ujaale bahut huey h, mager zindagi kyun andheri lage meri tum he ho jab har jagah……to kyun puhtey ho zaat meri ulzano ki or khushi ki har wajeh tum he ho jab meri to smjah kar bhi kyun …..badatey ho pareshani meri kabhi to ehssas karo dhadkano ka meri m chuup bhi rahun agr …..tum smjho har sadda meri talabgaar hun kab s wafaon ki teri….. waqt kitna logey…..na jaane kab tak rahegi y sansey mohtaaz teri :(

Saturday, 23 June 2012

Phir s kuch gungunana cahati hun…..tere ehsasson s phir mehkna cahaati hun…
Aayina pukarta h mujhe…..m phir s sawar lena cahaati hun…..
Tum bin bahut hun jaagi…..ab tere khuaab sang sona cahaati hun…
Thaak gayi hun yaad karte karte…… Ab tujh ko yaad aana chaati hun…
Ho gaya h kamoshi ka ghana anderaa …roshni ko y dil jalanaa cahaati hun…
Hotoon par sajaa lun tujhe …. phir tujhe pukar lena chaati hun…
Begaani rahi ab tak mohabbat s…..ab deewani hona cahaati hun….
Kashm-o-kash m jee le bahut…..ab sukun s marna cahaati hun…
Tujh bin kuch bhi na rahun…..m tujh si hona cahaati hun…..
Dilbar tere pyar m …..m khud ko mita lena cahaati hun…

Monday, 18 June 2012

rishton ke gathjod m....kitne samjhote karne pade.....
wqkt ki ulti ginti par....ek he dorr m sab bandhane pade.....
sab khush, sab paas rahey...roz kaydeey naye gaddney pade....
har ek baddati mangon par....apne he sapne kam karne pade.......
sirf ek sukuun k pal k liye......raat din ek karne pade……

Soch k samandar m kuch yun dubey k ubhar na paye pehar talak…
Likhti kabhi mitati rahi….panney alag karti rahi derr talak….

Kuch h jo dil s nahi jata….koi h jo paas nahi aata….
Na jaane kya nazar aata h durr talak….

Din anjaane , raat ajnaabi har baat kuch gumsaayi si….
Lab kholu par shabd nahi padtey kyun na jaane kaano talak…..

Khamosh rahun to guttan lagey, ro dun to chubhan lagey….
Badtaa h y sannata meri ….ruuh talak…..

Ho kar apna beganaa wo….katra rahe chalaava jo…
Phir bhi kyun h intezaar uska kayamat talak……….

Na samjah paun m…..kis baat s m parehsan rahu….
Hone ko ab kya reh gayaa……phir kyun sunti hun aawaze dhadkano talak….

Soch ka samandar ……or m dubbi he rahi sehar talak…….

Tuesday, 12 June 2012

Armaano ki chitaye sulga kar jalati huyi
Zaruraton ka khaali chadadava hota h….aaj kal

Behad mazakiya falsafa bana duniya ka….
Zameer bikaau chaal menhengaa h….aaj kal

Sansey to thekkey par chaltti h…..
Koi jada na le iska bhi hisab hota h ….aaj kal

Kalaam purani or bezuban huyi…..
Khanzarr ka bol bala hua h …..aaj kal

Sapne , khuaab kuch nahi….sab kitabi baten bani
Bazar laga h har kism ka……kharido
Sastey m bikatta h insaan……. aaj kal

Ghor chintan m hongey prabhu bhi shayad
Milte h har modd par inke bhi agent …..aaj kal

Thursday, 7 June 2012

Tere inkaar ka izhaar khub raha.....ek or adda mohabbat ki jaani humney....
khushboo-e-dasht-e-mohabbat mehkey h is kadar.......k har waqt......hat waqt.....tere pass hone ka bharam hota h....
चलो चले उस रह जिसकी कोई मंजिल न हो .....तुम साथ रहोगे मिलो तलक.....फिर तन्हाई का मंज़र ना हो...
तुम सोचोगे ऐसा भी क्या सफ़र होगा......जिसकी कोई मंजिल ना हो.......मैं बतलाउंगी तुमको.....मोहब्बत ही वो सफ़र है जो हर मोड़ पर जवां होती है.......हर दिन राह तलाशती है......इस सफ़र के साथी बनो तुम मेरे ...... मैं तुम्हे हर राह जवां हो कर खुबसूरत मोड़ दिखलाउंगी...... जिसका कभी कोई आदि - अंत ना हो ...... चलो चले उस रह जिसकी कोई मंजिल न हो .....तुम साथ रहोगे मिलो तलक.....फिर तन्हाई का मंज़र ना हो......

lo phir s m haar gayii....tere pyar p sab vaar gaayi.....teri mohabbat ki iss dilkash jaang m…..haay kitne khuab m paal gayiii….teri bahon k madhosh saaye m…tere ehsaas s m lajaa gayii…...meri hayaa bhi chiiptti huyi …haay dekho to sharmaa gayiii….tere shabdo n wo mayajaal kiyaa….meri ruuh bhi madmaa gayii…….lo phir m haar gayii…..tere pyar p sab vaar gayii…..

Nazron nazron jab baat chaale to ……kyun ruswayiyan milti h……hum n jab kuch kahaan he nahi to kyun….burayiyan paltii h……duniyaa n jo bhi keh diyaa wo patthar ki lakir ban gayi……meri har kasam par bhi kyun shaak ki poddh chaddti h…..kahaa th...a jab tum n saath nibhaogey saaye ki tarhaa.…..phir kyun aitabaar ki chaaon m chalavey ki dhoop lagtti h……kal duniyaa ko kuch yaad na hoga…..humara rishta yun na hoga…..pad jayegi vehaam ki gaantth…..phir bandhano m kahan sanjidagiyan rehti h…….tum he socho…….. Nazron nazron jab baat chaale to ……kyun ruswayiyan milti h….. hum n jab kuch kahaan he nahi to kyun….burayiyan paltii h…

Friday, 1 June 2012

Mere pyar ko yun badnaam kiya......kitaabi baten keh kr phir jhuthla diya.....bafhao.n ka silaa to mangaa na tha humney kabhi......kahin jo bharam tha...aaj wo bhi todd diya....
Mere pyar ko yun badnaam kiya......kitaabi baten keh kr phir jhuthla diya.....bafhao.n ka silaa to mangaa na tha humney kabhi......kahin jo bharam tha...aaj wo bhi todd diya....
Tera pyar aasmani riyaasat ki tarha…..meri mohabbat ki sar-zaami par chaaya h
Is kadar gehrataa h tasavurr tera…..meri ruuhangii tak madhosh huey jaati h
Meri ibaadaat bhi takalluff m rehti h is kadar….teri rosvaar cahaat mujhe sab s bedakhal kiye jaati h…..

tera naam likh likh kar zindagi ko roshnayi de h......vrna in andhero.n n likhna bhula diyaa thaa....
tera naam likh likh kar zindagi ko roshnayi de h......vrna in andhero.n n likhna bhula diyaa thaa....